People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Yeh Luthrey
Singer: Jasbir Jassi
Lyricist: Gopal Datt
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/ye-luthrey/ICIeZANYXH0
Video:
Yeh Luthrey, ye Khanne
Yeh batre, Arore

Dil ke emotion ko
Tode tode tode

Yeh Luthrey, ye Khanney
Yeh Batrey Arorey

Dil ke emotion ko
Tode tode tode

Ye Mehta ye Shukla
Dwivedi Trivedi

Sab mere peeche pade
Banke yeh bhedi

Sab ne milke life ki band ka
Baja diya hai Banjo
Sharma sharma..
Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain (pheeke pheeke)

Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain (heeke pheeke)

Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain (pheeke pheeke)

Chapni chatak tun
Tu mar tu mar

Sharm ni aundi tenu
Tu mar tu mar

Sareyan di tang tu ta
khiche tu ta khiche
Bada hi besharam hai tu
Okay!

Bada hi besharam hai tu
Tu mar tu mar
Tu mar tu mar
Tu mar tu mar

Na lad na lad
Ave sadde sir te
Tu na chadd na chadd

Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain (pheeke pheeke)

Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain (pheeke pheeke)

Sharmaji Namkeen
Baaki saare hain

Sharma sharma
Ho..ho..
Aaraam Karo
Singer: Gopal Datt
Lyricist: Gopal Datt
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/aaram-karo/Kj5fXCZzTWw
Video:
Aur ab delhi ke mausam ka haal
Pashchami poorb uttar ki taraph se aane wali
Hawao ke kaaran mosham khushk bana rahega
Vaayu mandal mein taavarata ke tanaav ko dekhte huye
60 saal se upar ke buzargo ko ghar par rahene
Aur aaram karne ki salaah di gayi hai
Swasth mantri ne khud unhen sambodhit karte huye kaha hai

Aaram karo
karo aaram karo
Aaram karo karo karo
Aaram karo

Waqt ka dariya bahata raha hai
Jaana hai kahan kehta raha

Umr ke sanchemein dum nahin khache mein
Dhal dhal dhalata raha
Umr ke saanchemein dum nahin khache mein
Dhal dhal dhalata raha

Waqt ka dariya bahata raha hai
Jaana hai kahaan kehta raha

Aur ab delhi ke mausam ka haal
Pashchami poorb uttar ki taraph se aane wali
Hawao ke kaaran mosham khushk bana rahega
Vaayu mandal mein taavarata ke tanaav ko dekhte huye
60 saal se upar ke buzargo ko ghar par rahene
Aur aaram karne ki salaah di gayi hai
Swasth mantri ne khud unhen sambodhit karte huye kaha hai

Aaram karo
Karo aaram karo
Aaram karo karo karo
Aaram karo

Subah ko shaam humne kiya
Yun hi tamaam humne kiya

Din ke ujaale mein
Raato ke kaale mein
Chal chal chalta raha

Din ke ujaale mein
Raato ke kaale mein
Chal chal chalta raha

Waqt ka dariya behta raha hai
Jaana hai kahan kehta raha

Sharaab piyoge
Pilao zaroor piyunga mein
Laal Tamatar
Lyricist: Gopal Dutt
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/laal-tamatar/JV0jZQBFcHU
Video:
60 ki umar mein bhi
Hot hai yeh haaye
Phir se jawani wali
Yaad dilaye

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar

60 ki umar mein bhi
Hot hai yeh haaye
Phir se jawani wali
Yaad dilaye

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar

Kahan se aaye ho
Life mein chhaaye ho
Aankh ka taara
Apple or eye ho

Old hai gold hai
Cute hai haaye
Sweet bhi kitna hai
Cutipie,cutipie

Old hai gold hai
Cute hai haaye
Sweet bhi kitna hai
Cutipie, cutipie

Old hai gold hai
Cute hai haaye
Sweet bhi kitna hai
Cutipie, cutipie

Sab ki nazar se
Tujhko bachaa ke
Sab ki nazar se
Tujhko bachaa ke
Ghar apne le jaon main
Mera laal tamatar

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar

Ketchup ketchup sa
Chatak hai
Mera laal tamatar